Jo shakhs har Namaz ke baad es dua ko hamesha padhega khususan
 Jumah ke namaz ke baad, to ALLAH taala har khauf ki chiz se usaki
 hifajat karenga, usakay dushano par usaki madad karenga, aur
 usako gani karenga, aur usako aisi jagah se rijk pahunchayega
 jaha usaka khayaal bhi na jaye , aur usaki jindagi uspar aasaan
 kar denga, aur usaka karj adaa kar denga, agarche wah pahad ke
 barabar ho, ALLAH taala apane fajal wa karam se usako ada kar dega.