You can easily manage your books reading at any time anywhere. store your reading books details and manage pages which one is complete or pending and make separate completed books. with this app you can keep saving your notes and find out any time. this app is very helpful for learning Talibe-Ilm.
Hadees : Hazrat Abu Darda (Razi Allahu Anhu) Ne Farmaya, Mai Ne Huzoor ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmate Hue Suna Hai Ki,
‘Jo Shakhs Ilm Ki Talab Me Chalta Hai, Allah Ta’ala Uske Liye Jannat Ka Raasta Aasaan Farma Deta Hai Aur Talibe-Ilm Ke Liye Farishte Apne Paron Se Saaya Karte Hain. Talibe-Ilm Ke Liye Zameen Aur Aasmaan Ki Tamaam Cheezein Bakhshish Ki Duayen Karti Hain. Yahan Tak Ki Machhliyan Bhi Unke Liye Istagfaar Karti Hain. Aalim Ki Fazeelat Aabid Par Aisi Hai Jaisi Chaand Ki Fazeelat Sitaaron Par Hai. Ulema Nabiyon Ke Waris Hain Aur Nabiyon Ki Virasat Deenar Aur Dirham Nahi Hai Balki Unki Viraasat Ilm Hai. Jisne Ilm Hasil Kiya Usko Ek Bahut Bada Hissa Haasil Hua’.
(Abu Dawood-3641, Tirmizi-2682, Ibne Maza-223)