phalon aur sabziyon se ilaj - پھلوں  سے علاج
Install Now
phalon aur sabziyon se ilaj - پھلوں سے علاج
phalon aur sabziyon se ilaj - پھلوں  سے علاج

phalon aur sabziyon se ilaj - پھلوں سے علاج

This app contains material of phalon aur sabziyon se ilaj in urdu offline 2021.

Developer: Totally Free Apps
App Size: 7.1M
Release Date: Feb 10, 2021
Price: Free
Price
Free
Size
7.1M

Screenshots for App

Mobile
If you are looking for app that contains the information about phalon aur sabziyon se ilaj - پھلوں اور سبزیوں سے علاج.Then stop searching here because you come to the right place.

Phal (fruit) hamari zindegi mein buhat zayda ahmiyat k hamil hain. Main nahin smjata keh koi insan regularly phalon aur sabziyon se ilaj phal kha raha ho aur wo sahet bakhash zindegi na guzar raha ho. Fruits Allah ki anmol tareen nemoton mein se aik hain. Es liye hamain apni roz marra ki zindegi mein phalon ka istemaal zayda sey zayda karna chahye.

Pakistan mein fruit buhat c iqsaam mein paya jata hai. Jab tak phalon se ilaj hum routine me phal istemaal nahin karain gay tab tak hamari diet namukam'mal hai. Fruits ka zayda istemaal karain to doctors kay pas bhi chakar kam lagana parhain gain aur insan ki sahet bhi bani rahe gi.

Saib Ke Fawaid
Saib dunia mein sab sey zayda khaye janey wale phalon mein sey aik hai. Es ki phalo k faidy buhat sari iqsaam hain lekin afadiat mein taqreeban sab same hian.

Kailey Ke Fawaid
Agar koi banda chahta hai keh wo sahet mand hojaye to wo Kailey phalo ke fayde ko apni khorak ka hissah bana ley. Routine me kailey ka istemaal hamain buhat c bemareon sey bachaye rakhta hai.

Anar Ke Fawaid
Anar Khuda Tallah ki nemton mein se aik buhat lazeez and sahet bakhash nemat hai. Lekin phalo sa ilaj hamare haan Pakistan mein anar kafi mehnga hai. es waja se buhat kam log esko consume karte hain.

Angoor Ke Fawaid
Jin bachon ko qabaz ki shekayat rehti hai un kay leye angoor buhat faida phalon k fawaid mand hai. Qabaz chahe kitni he shadeed kuen na ho. Bas aik chamach angoor ka ras pela dein.

Aam Ke Fawaid
Aam ko phalon ka badshah kaha jata hai. Almost har koi es ka dewana hai. Aam jigar ki kamzori aur khoon peda karne mein mufeed hai. Aam khane kay bad doodh peeney sey antoon ko taqat milti hai.

Orange Ke Fawaid
Kenon yani kay malta mahreen tib kay mutabiq ankhon ki behtri me phalon ke fawaid aham kirdar ada karta hai. keno vitamin E sey Bharpoor hota hai jo ankhon kay tissues kay leye buhat aham hai. Es ka rozana ka istemaal motia ko rokne me madad gaar sabit howa hai.

Khobani Kay Fawaid
Khobani bhi aik khush zayqa phal hai jo keh jumla azaa ko durast rakhta hai. Payas aur joshe sabzion ke fawaid khoon ko taskeen deta hai. Khobani mamoli garam aur qabaz qusha hoti hai.

Kharboza Kay Fawaid
Kharboza aik sahet bakhash phal hai jo key 90% pani per mushtemil hai aur sabzion k fawaid madey ki jalan ko kam karne kay leye buhat faida mand hai.

Tarbooz Kay Fawaid
Garmeon kay mosam me tarbooz ka istemal kesi nemat se kam nahin hai. Tarbooz garmi ki shidat ko kam karta hai aur insan me pani ki kami ko bhi pora rakhta hai. Jisam ki charbi kam karne mein sabzion se ilaj akseer hai. Chehre kay dhag dhabon kay leye buhat mufeed hai aur chehre ki jild ko tarotaza rakhta hai.

Nashpati Kay Fawaid
Nashpati aik sahet bakhash giza hai jo keh blood pressure ko control me rakhti hai aur es ko brhne nahin deti. Nashpati mein fiber kafi miqdar mein paya jata hai. Cancer ko rokta hai aur bukhar ko bhi door karta hai.





Main Feature of phalon aur sabziyon se ilaj app are:
1. Offline App
2. Easy to use
3. Small download size
4. Beautiful Interface Design
5. Zoom in and out functionality

Note:
This app (phalon aur sabziyon se ilaj - پھلوں اور سبزیوں سے علاج) is made for education purpose only.

If you find this app helpful than kindly share this app to your friends and family members and don't forget to give us 5 star rating.

Thanks for using the applications of "Totally Free Apps"
Show More
Show Less
More Information about: phalon aur sabziyon se ilaj - پھلوں سے علاج
Price: Free
Version: 1.0
Downloads: 100
Compatibility: Android 4.2 and up
Bundle Id: totallyfreeapps.sabziyonkefawaid.sabziyonseilaj
Size: 7.1M
Last Update: Feb 10, 2021
Content Rating: Everyone
Release Date: Feb 10, 2021
Content Rating: Everyone
Developer: Totally Free Apps


Whatsapp
Vkontakte
Telegram
Reddit
Pinterest
Linkedin
Hide